• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / muD Ke Dekhun to Nahin Koi Magar Lagta Hai

muD Ke Dekhun to Nahin Koi Magar Lagta Hai

muḌ ke dekhun to nahin koi magar lagta hai

ek saaya sa pas-e-gard-e-safar lagta hai

kaan dharta huun to hoti hai sama.at majruh

apni hi ḳhvahish-e-be-bak se Dar lagta hai

is tamashe se nikal paanv to ghar bhi dekhun

ye tamasha jo sar-e-rahguzar lagta hai

niind aa jaa.e to phir dhuup na saaya koi

paanv thak jaa.en to pardes bhi ghar lagta hai

aankh uThata huun to hai raah men haa.il divar

paanv rakhta huun to divar men dar lagta hai

kya qayamat hai ki aata hai na jaata hai koi

ik hayula pas-e-divar magar lagta hai

baat karta huun to maḳhmur sa ho jaata huun

us ki baton men ‘ziya’ mai ka asar lagta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

naz-butt

Ehsas

Chand Tare Jise Har Shab Dekhen

Abas Wajud Ka Dukh Tangi-E-Hayat Ka Dukh

Maal-E-Naghma-O-Matam faroKHt Hota Hai

Use Kya Raat Din Jo Talib-E-Didar Phirte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet