• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbaton Ke Pale Kaise Nafraton Mein Dhale

Mohabbaton Ke Pale Kaise Nafraton Mein Dhale

mohabbaton ke pale kaise nafraton men Dhale

ye soch soch ke ham shahr tera chhoḌ chale

isi ḳhayal se karta nahin par-afshani

mire paron ki ragaḌ se kahin falak na jale

ye kah rahi thi hasina tamash-binon se

jo aap log hain achchhe to ham bure hi bhale

hayat o maut kahani hai sa.ebanon ki

kabhi falak ke tale ham kabhi zamin ke tale

tire firaq ke sadme qubul hain lekin

jafa ke ba.ad chale to vafa ka daur chale

ye janashin-e-qamar meri dastaras men nahin

diye ki mauj hai bujh kar jale jale na jale

ajab tariq se utra visal ka lamha

paḌe hain jaan ke laale laga ke us ko gale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hai Mukammal Unhi Se Zat Meri

hatim-ali-mehr

Ba-Khuda Hain Teri Hindu Bu-E-Mai-Khwar Aankhen

ahmad-khayal

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein

Kyon Hai Lahja Bujha Bujha Tera

Parai Aag Mein Jalne Ki Aarzu Hai Wahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet