• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbat Munh Pe Karna Aur dil Mein Bewafai Hai

Mohabbat Munh Pe Karna Aur dil Mein Bewafai Hai

poet

mohabbat munh pe karna aur dil men bevafai hai

ye aina yahan kahta hai kaisi ashnai hai

bhala bosa ham us se aaj mangenge kisi dhab se

tavaqqo to nahin lekin ye taale azmai hai

muhibbon ko karen hain qatl dushman ko jalate hain

buton ki bhi miyan sahib nirali hi khudai hai

ajaib rasm hai un dilbaran-e-dahr ki ya rab

kisi ke saath ja sona kahin saai badhai hai

ye ashiq apne apne ashk ko tufan kahte hain

jo sach puchho to ye ganga hamari hi khudai hai

ilahi kya banegi saath mere shaikh-o-vaiz ko

idhar rindi sharabi hai udhar ko parsai hai

nahin ye abr-o-baran ‘soz’ ke ahval ko sun kar

falak ki bhi mohabbat se ye ab chhati bhar aai hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-husain-mail

Nikli Jo Ruh Ho Gae Ajza-E-Tan Kharab

Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-Lab Ab Bhi

Zabt Do Roz Bhi Un Se Na Hua Mere Baad

poet

Hamare dil Ka Na dar Khatkhata Pareshani

Ai Aasman Karam Itna Zamin Par Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet