• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Thakan Mere Qasd-E-Safar Se Zahir Hai

Meri Thakan Mere Qasd-E-Safar Se Zahir Hai

miri thakan mire qasd-e-safar se zahir hai

udaas shaam ka manzar sahar se zahir hai

na koi shaḳh-e-ibarat na koi lafz ka phuul

ye ahd banjh hai qaht-e-hunar se zahir hai

jo puchha kya huiin shaḳhen samar-ba-dast jo thiin

kaha ki dekh lo sab kuchh shajar se zahir hai

faqat ye vahshat-e-iz.har hai ilaaj nahin

ye bojh yuun nahin utrega sar se zahir hai

main apni raakh men ḳhvahish daba.e baiTha huun

ye aag jal ke rahegi sharar se zahir hai

vo umr-bhar ki asiri mili tamanna ko

gharib mar ke hi niklegi ghar se zahir hai

tu reza reza ta.alluq se ghar bana ‘shahid’

magar ye dasht to divar-o-dar se zahir hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lamha Lamha Wusat-E-Kaun-O-Makan Ki Sair Ki

sheikh-ibrahim-zauq

Hain dahan Ghunchon Ke Wa Kya Jaane Kya Kahne Ko Hain

ghunT Pani Ke Sondhe Sondhe The

Manzar Jhalakte Chand Ka Kitna Hasin Tha

dagh-dehlvi

Kaun Sa Tair-E-Gum-Gashta Use Yaad Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet