• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Har Fikr Har Ek Soch Ka Mehwar Tu Hai

Meri Har Fikr Har Ek Soch Ka Mehwar Tu Hai

poet

meri har fikr har ik soch ka mehvar tu hai

bas gaya hai miri ankhon men jo manzar tu hai

ye jo raqsan hai rag-o-pai men lahu ki manind

ye koi aur nahin mere sitamgar tu hai

main kahan zaat men apni huun magar hazz-e-qalil

mujh men ai jan-e-tamanna miri aksar tu hai

jism par ḳhaar libason se chhila jaata hai

aa mire dost mujhe maḳhmalin astar tu hai

char-su DhunDhti phirti hain nigahen tujh ko

mujh ko avaz de kis ja mire dilbar tu hai

chahaten teri kisi aur se mansub rahen

phir mujhe kyon hai guman mera muqaddar tu hai

jaane vaale ko kahan rok saka hai koi

itna ranjida bhala kis liye ‘anvar’ tu hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gar Mere Baithne Se Wo Aazar Khinchte

KHud Apne Qatl Ka Ilzam Dho Raha Hun Abhi

Wo Tabassum Tha Jahan Shayad Wahin Par Rah Gaya

Wo Ja Chuka Hai to Kyun Be-Qarar Itne Ho

poet

Usko Barson Baad Tanha Jaane Main Kaisa Laga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet