• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere suKHan Mein Tabhi Falsafa Ziyaada Hai

Mere suKHan Mein Tabhi Falsafa Ziyaada Hai

mere suḳhan men tabhi falsafa ziyada hai

ki main ne likkha bahut kam paḌha ziyada hai

us ek rang ki thi justuju zamane ko

vo ek rang jo mujh pe khula ziyada hai

tum hi batao abhi kaise chhoḌ duun us ko

abhi vo mujh men zara mubtala ziyada hai

ye ek pal ki vafa muddaton ka rona hai

zara se jurm ki itni saza ziyada hai

main apne aap men huun hi nahin so ab mujh men

kuchh ek din se koi dusra ziyada hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Guzar Gaya Jo Nazar Se Nazar Ka Hissa Hai

poet

Manzil Pe Pahunchte Hi Sitam TuT Rahe Hain

Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte

Meri Dastaras Mein Hai Gar Qalam Mujhe Husn-E-Fikr-O-KHayal De

abdul-hamid-adam

Tauba Ka Takalluf Kaun Kare Haalat Ki Niyyat Thik Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet