• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Nalon Se Jalte Hain Meri Aahon Se Jalte Hain

Mere Nalon Se Jalte Hain Meri Aahon Se Jalte Hain

mire nalon se jalte hain miri aahon se jalte hain

mire dil ke nihan-ḳhane mire hathon se jalte hain

haqiqat men masarrat ki baharen jin ko hasil hain

vahi aksar mire jhaḌte hue ḳhvabon se jalte hain

mira un se lipaT jaana vo ik lahza tasavvur tha

harif-e-dil usi dam se miri banhon se jalte hain

shab-e-gham se miri rukti ukhaḌti saans chalti hai

mire sab maut ke pyase miri raton se jalte hain

vo aḳhir kesari malbus men uryan nikal aa.e

vo khul ke ab hamare za.afaran-zaron se jalte hain

vo ḳhushbu naam jab se kar liya vird-e-zaban main ne

tabhi se itr ke tajir miri sanson se jalte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kam Sitam Karne Mein Qatil Se Nahin Dil Mera

Kam Hi Hote Hain Muqaddar Ke Sikandar Chehre

akbar-allahabadi

dil-E-Mayus Mein Wo Shorishen Barpa Nahin Hotin

Ashaar Mein Jo Mere Kiran Justuju Ki Hai

poet

Ba-Fart-E-Shauq Har Gul Mein Tere ruKH Ki Ziya Samjhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet