• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Khuda Mujhe Wo Tab-E-Nai-Nawai de

Mere Khuda Mujhe Wo Tab-E-Nai-Nawai de

obaidullah-aleem

mire khuda mujhe vo tab-e-nai-navai de

main chup rahun bhi to naghma mira sunai de

gada-e-ku-e-sukhan aur tujh se kya mange

yahi ki mamlikat-e-sher ki khudai de

nigah-e-dahr men ahl-e-kamal ham bhi hon

jo likh rahe hain vo duniya agar dikhai de

chhalak na jaun kahin main vajud se apne

hunar diya hai to phir zarf-e-kibriyai de

mujhe kamal-e-sukhan se navazne vaale

samaaton ko bhi ab zauq-e-ashnai de

numu-pazir hai ye shola-e-nava to ise

har aane vaale zamane ki peshvai de

koi kare to kahan tak kare masihai

ki ek zakhm bhare dusra duhai de

main ek se kisi mausam men rah nahin sakta

kabhi visal kabhi hijr se rihai de

jo ek khvab ka nashsha ho kam to ankhon ko

hazar khvab de aur jurat-e-rasai de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pa-E-Talab Ki Manzil Ab Tak Wahi Gali Hai

ain-tabish

Tabish Ye Bhala Kaun Si Rut Aai Hai Jaani

Hum Ghar Hi Mein Rahte to Tamasha to Na Hote

Na Kyun-Kar Nazr Dil Hota Na Kyun-Kar Dam Mera Jata

ahmad-kamran

Charagh Taq-e-Tilismat Mein dikhai diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet