• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Dil Mein Usne Aise Tera KHayal Dala

Mere Dil Mein Usne Aise Tera KHayal Dala

mire dil men us ne aise tera ḳhayal Daala

kore libas par ho jaise gulal Daala

kisi samt bhi tu rahta hargiz mira na hota

tira naam likh ke sikka phir bhi uchhal Daala

main zamin se asman ki har had ke paar pahunchi

tah tak tha teri jaana sab kuchh khangal Daala

ik pal men dekh teri tasvir ban ga.i jab

kisi aarzu men la kar thoḌa malal Daala

us ne javab men kuchh taare gira diye the

main ne asman ko jab jab koi saval Daala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Ne Sang-E-KHamoshi Phenka Bhare-Bazar Par

Kab Tak Mahkegi Be-as Gulabon Mein

poet

Chhupe Hue Hain Sar-E-Rah Sau KHatar KHamosh

Jo Tum Pe Yunhi luTai Maine Ab Uski Qimat to Chahiye Na

ambareen-haseeb-ambar

Ho Gai Baat Purani Phir Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet