• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Hai Kaun dushman Meri Chahat Kaun Rakhta Hai

Mera Hai Kaun dushman Meri Chahat Kaun Rakhta Hai

etibar-sajid

mira hai kaun dushman meri chahat kaun rakhta hai

isi par sochte rahne ki fursat kaun rakhta hai

makinon ke taalluq hi se yaad aati hai har basti

vagarna sirf bam-o-dar se ulfat kaun rakhta hai

nahin hai nirkh koi mere in ashar-e-taza ka

ye mere khvab hain khvabon ki qimat kaun rakhta hai

dar-e-khema khula rakkha hai gul kar ke diya ham ne

so izn-e-am hai lo shauq-e-rukhsat kaun rakhta hai

mare dushman ka qad is bhiid men mujh se to uncha ho

yahi men dhundhta huun aisi qamat kaun rakhta hai

hamare shahr ki raunaq hai kuchh mashhur logon se

magar sab jante hain kaisi shohrat kaun rakhta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushk Uski Zat Ka Saton Samundar Ho Gaya

Gham-E-Dauran Bhi Nahin Hai Gham-E-Jaanan Bhi Nahin

shah-naseer

Khuda Ke Waste Chehre Se Tuk Naqab Utha

Kahi Na Un Se Jo honTon Pe Baat Aai Bhi

ali-sardar-jafri

Main Jahan Tumko Bulata Hun Wahan Tak Aao

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet