• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mera Dil-E-Nashad Jo Nashad Rahega

Mera Dil-E-Nashad Jo Nashad Rahega

mera dil-e-nashad jo nashad rahega

aalam dil-e-barbad ka barbad rahega

ta-der jo hangama-e-fariyad rahega

shak hai ki kahin alam-e-ijad rahega

pabandi-e-aqdar men azad rahega

lekin ye tira jaur-o-sitam yaad rahega

dil apne hi hathon se jo barbad rahega

afsana-e-nakami-e-fariyad rahega

dil sust to lab tishna-e-fariyad rahega

ab farhat-e-nashad to nashad rahega

dil mahv-e-chaman hai to nigahon men chaman hai

paband-e-qafas ho ke bhi azad rahega

ghairon ka karam raas na aa.ega na aaya

aalam dil-e-barbad ka barbad rahega

‘farhat’ tire naghmon ki vo shohrat hai jahan men

vallah tira rang-e-suḳhan yaad rahega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir-E-Shab Wo Teri angDai

seema-sharma-meeruthi

Batao Maut Kya Hai Zindagi Kya

taashshuq-lakhnavi

do damon Se Hai Faqat Gor-E-Ghariban Aabaad

adil-mansuri

Pahlu Ke Aar-Par Guzarta Hua Sa Ho

Sufi

Kisi Ki Zist Ka Bas Ek Bab Sannata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet