• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mehr O Mahtab Ko Mere Hi Nishan Jaanti Hai

Mehr O Mahtab Ko Mere Hi Nishan Jaanti Hai

mehr o mahtab ko mere hi nishan janti hai

main kahan huun vo mari sarv-e-ravan janti hai

tum se ho kar hi to aa.i hai lahu tak mere

tum ko ye surḳhi-e-jan shola-ruḳhan janti hai

kaun apna hai samajhti hai ḳhamoshi shab ki

ajnabi kaun hai avaz-e-sagan janti hai

dil ko ma.alum hai kya baat batani hai use

us se kya baat chhupani hai zaban janti hai

ḳhaak ko chhoḌ ke jaana hamen manzur nahin

ham ḳhas-o-ḳhar nahin ju-e-tapan janti hai

tu kabhi ḳhvahish-e-duniya nahin karne vaala

mere abdal tujhe danish-e-jan janti hai

mere paas aa ke bhi rahti hai gurezan mujh se

main na Dubunga miri mauj-e-guman janti hai

is tarah ghurti rahti hai shab-o-roz mujhe

jaise duniya mire sab raz-e-nihan janti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Ke Sath Yari Ho Gai Hai

chiKHte Hain Dar-O-Diwar Nahin Hota Main

baDhti Jati Hai KHayalon Ki Thakan aaKHir-E-Shab

Wo Karenge Mera Qusur Muaf

Teri Thaki Hui Aaankhon Mein KHwab Tha Ki Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet