• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mazi! Tujhse Haal Mera Sharminda Hai

Mazi! Tujhse Haal Mera Sharminda Hai

mazi! tujh se ”hal” mira sharminda hai

mujh se achchha aaj mira karinda hai

kaisa insan taras raha hai jiine ko

kaise sahil par ik machhli zinda hai

us ke pichhe us se baḌh kar ik insan

aage aage ik ḳhun-ḳhvar darinda hai

jaise koi kaaT raha hai jaal mira

jaise uḌne vaala koi parinda hai

nau-e-bashar ka vahshi-pan jab yaad karo

ye mat bhulo jangal ka bashinda hai

bujhte bujhte de jaata hai koi shah

ḳhakistar se chingari sharminda hai

tumhen agar asar dikha.i dete hon

dekho kya hone vaala a.inda hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sahir-ludhianvi

Bhadka Rahe Hain Aag Lab-E-Naghmagar Se Hum

Tu Bhi Hairan-O-Pareshan Hai Thaka Hun Main Bhi

Hisar-E-Zat Se Nikal Ke Be-Kanar Hum Hue

Zamane Ke Darbar Mein Dast-Basta Hua Hai

poet

Hae Us Shokh Ka Andaz Se Aana Shab-E-Wasl

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet