• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manzil Pe Pahunchne Ka Mujhe Shauq Hua Tez

Manzil Pe Pahunchne Ka Mujhe Shauq Hua Tez

manzil pe pahunchne ka mujhe shauq hua tez

rasta mila dushvar to main aur chala tez

hathon ko Dubo aa.e ho tum kis ke lahu men

pahle to kabhi itna na tha rang-e-hina tez

mujh ko ye nadamat hai ki main saḳht-gulu tha

tujh se ye shikayat hai ki ḳhanjar na kiya tez

chal main tujhe raftar ka andaz sikha duun

ham-rah mire sust-qadam mujh se juda tez

afsurdagi-e-gul pe bharin kis ne ye aa.hen

chalti hai sar-e-sahn-e-chaman aaj hava tez

ab mujh ko nazar pher ke ik jaam de saaqi

phir kaun sambhalega agar nashsha hua tez

insan ke har gham pe ‘saba’ choT lagi hai

shishe ke chaTaḳhne ki bhi thi kitni sada tez

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

Yunhi Kisi Ke dhyan Mein Apne Aap Mein Gati do-Pahren

Na-KHush Gadai Se Na Wo Shahi Se KHush Hue

Mera Shuur Mujhko Ye Aazar De Gaya

Tere Didar Ke Sare Marahil Se Zara Pahle

ismail-merathi

Hawa Aur Suraj Ka Muqabla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet