• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / majbur hain par itne to majbur bhi nahin

majbur hain par itne to majbur bhi nahin

shabnam-shakeel

majbur hain par itne to majbur bhi nahin

jab un ko bhuul jaaen vo din duur bhi nahin

kuchh to likhi hain apne muqaddar men gardishen

kuchh pyaar men nibah ka dastur bhi nahin

main ne suna hai tark-e-taalluq ke baad se

afsurda gar nahin to vo masrur bhi nahin

dekhi hain main ne aisi bhi dukhiya suhaganen

byahi hain aur maang men sindur bhi nahin

ye jis ka zahr ruuh men meri utar gaya

halka sa ghaav tha koi nasur bhi nahin

us ki nazar se kyuun kabhi guzre miri ghazal

aisi to khaas main koi mashhur bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Ne Bahut Din Se Qayamat Nahin Dekhi

meer-hasan

Faeda Aane Se Aise Aa Ke Pachhtaen Hain Hum

varsha-gorchhia

dua

Aaj Mujhe Kuchh Log Mile Hain Pagal Se

Is Bar Mile Hain Gham Kuchh Aur Tarah Se Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet