• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Maine Shayad Tumhein Pahle Bhi Kahen dekha Hai

Maine Shayad Tumhein Pahle Bhi Kahen dekha Hai

sahir-ludhianvi

main ne shayad tumhen pahle bhi kahin dekha hai

ajnabi si ho magar ghair nahin lagti ho

vahm se bhi jo ho nazuk vo yaqin lagti ho

haae ye phuul sa chehra ye ghaneri zulfen

mere sheron se bhi tum mujh ko hasin lagti ho

main ne shayad tumhen pahle bhi kahin dekha hai

dekh kar tum ko kisi raat ki yaad aati hai

ek khamosh mulaqat ki yaad aati hai

zehn men husn ki thandak ka asar jagta hai

aanch deti hui barsat ki yaad aati hai

main ne shayad tumhen pahle bhi kahin dekha hai

miri ankhon pe jhuki rahti hain palken jis ki

tum vahi mere khayalon ki pari ho ki nahin

kahin pahle ki tarah phir to na kho jaogi

jo hamesha ke liye ho vo khushi ho ki nahin

main ne shayad tumhen pahle bhi kahin dekha hai

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shakl-E-Jaanana Ja-Ba-Ja Hain Hum

Jugnu Ke Sath Sath Hi Mahtab Bhi to Hain

nasir-kazmi

Is duniya Mein Apna Kya Hai

akhtar-hashmi

Nazm Khabron Ko Kiya Aur Na Latife Likkhe

siddiqa-shabnam

Tut Kar Andar Se Bikhre Aur Hum Jal-Thal Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet