• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maine Logon Ko Na Logon Ne Mujhe dekha Tha

Maine Logon Ko Na Logon Ne Mujhe dekha Tha

abid-malik

main ne logon ko na logon ne mujhe dekha tha

sirf us raat andheron ne mujhe dekha tha

puchhta phirta huun main apna pata jangal se

akhiri baar darakhton ne mujhe dekha tha

yunhi in ankhon men rahti nahin surat meri

akhir us shakhs ke khvabon ne mujhe dekha tha

is liye kuchh bhi saliqe se nahin kar paata

ghar men bikhri hui chizon ne mujhe dekha tha

dubte vaqt bachane nahin aae lekin

yahi kaafi hai ki apnon ne mujhe dekha tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Koi Apna Gham Hai Aur Na Ab Koi KHushi Apni

Ek Sukut-E-Bekaran Shoala-Bayani Se Alag

poet

Har Shajar Ke Tain Hota Hai Samar Se Paiwand

poet

dushman Ke Iradon Ki Khabar Hai Ki Nahin Hai

Ye Baat Alag Hai Mera Qatil Bhi Wahi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet