• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Teri Yaad Mein Gum Hun So Main Hun Tu Ho Kar

Main Teri Yaad Mein Gum Hun So Main Hun Tu Ho Kar

akhtar-azmi

main teri yaad men gum huun so main huun tu ho kar

ki jaise phuul men rahta huun us ki bu ho kar

phir aa ja aur ye tasvir le ke ja apni

tu ḳhud ko chhoḌ gaya mere ru-ba-ru ho kar

ye dil to roz nasheman saja ke rakhta hai

miri taraf se guzar tu bhi to kabhu ho kar

gulab sun to gul-andam aa raha hoga

dikha de samne us ke bhi surḳh-ru ho kar

tu chahta hai to siina yuun chiir ‘aḳhtar’ ka

ki chirne ko tujhe phir mile rafu ho kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zindagi Dasht-E-Be-Hudud Mein Hai

Meri Jab Us Se Aashnai Thi

parveen-fana-syed

Chot Nai Hai Lekin Zakhm Purana Hai

Kabhi KHushbu Kabhi Aawaz Ban Jaana paDega

Dayar-E-Dard Se Aaya Hua Nahin Lagta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet