• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main so Raha Tha Aur Koi Bedar Mujh Mein Tha

Main so Raha Tha Aur Koi Bedar Mujh Mein Tha

main so raha tha aur koi bedar mujh men tha

shayad abhi talak mira pindar mujh men tha

vo kaj-ada sahi miri pahchan bhi tha vo

apne nashe men mast jo fankar mujh men tha

main ḳhud ko bhulta bhi to kis tarah bhulta

ik shaḳhs tha ki a.ina-bardar mujh men tha

shayad isi sabab se tavazun sa mujh men hai

ik mohtasib liye hue talvar mujh men tha

apne kisi amal pe nadamat nahin mujhe

tha nek-dil bahut jo gunahgar mujh men tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahin Shuur Mein Sadiyon Ka KHauf Zinda Tha

simTun to Sifr Sa Lagun Failun to Ek Jahan Hun Main

nida-fazli

Jab Bhi Kisi Ne Khud Ko Sada di

Thikana Hai Kahin Jaen Kahan Na-Chaar baiThe Hain

poet

Gah Bismil Hun Gahe Takbir Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet