• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Kaise Jhel Sakunga Banane Wale Ka Dukh

Main Kaise Jhel Sakunga Banane Wale Ka Dukh

main kaise jhel sakunga banane vaale ka dukh

chhuri chhuri pe likha hai lagane vaale ka dukh

ghazab ki aankh adakar thi magar haa.e

tumhari baat hansi men uḌane vaale ka dukh

ghazal men dard ki pahle bhi kuchh kami nahin thi

aur is pe ho gaya shamil sunane vaale ka dukh

tujhe to dukh hai faqat apni la-makani ka

qayam kar to khulega Thikane vaale ka dukh

badan ke chithḌe uḌte kahin havaon men

sunane vaale se kam tha chhupane vaale ka dukh

zamane ishq ki tafhim to zara karna

be-rozgar bata.e kamane vaale ka dukh

girane vaale ke ehsas men nahin ‘qaisar’

ye asman ko zamin par uThane vaale ka dukh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Par Jitne War Hue Bharpur Hue

allama-iqbal

Anokhi Waza Hai Sare Zamane Se Nirale Hain

Dil miT Gaya to KHair Zarurat Nahin Rahi

poet

dilbar Ye Wo Hai Jis Ne dil Ko dagha diya Hai

paDhne Ko Bahut Kuchh Hai Kitabon Ke Alawa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet