• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Is Umid Pe duba Ki Tu Bacha Lega

Main Is Umid Pe duba Ki Tu Bacha Lega

waseem-barelvi

main is umiid pe duuba ki tu bacha lega

ab is ke baad mira imtihan kya lega

ye ek mela hai vaada kisi se kya lega

dhalega din to har ik apna rasta lega

main bujh gaya to hamesha ko bujh hi jaunga

koi charagh nahin huun ki phir jala lega

kaleja chahiye dushman se dushmani ke liye

jo be-amal hai vo badla kisi se kya lega

main us ka ho nahin sakta bata na dena use

lakiren haath ki apni vo sab jala lega

hazar tod ke aa jaun us se rishta ‘vasim’

main janta huun vo jab chahega bula lega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Dil Ki KHalish baDh Jati Hai Majbur Jab Insan Hota Hai

Hasinon Ke Sitam Ko Mehrbani Kaun Kahta Hai

Aag Apne Hi Daman Ki Zara Pahle Bujha Lo

jaun-eliya

Nakara

wajid-ali-shah-akhtar

Nayab Hai Sukun dil-E-Be-Qarar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet