• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Hun KHamosh Magar Bol Raha Hai Mujh Mein

Main Hun KHamosh Magar Bol Raha Hai Mujh Mein

main huun ḳhamosh magar bol raha hai mujh men

aisa lagta hai koi aur chhupa hai mujh men

mujh se dilli ki nahin dil ki kahani suniye

shahr to ye bhi ka.i baar luTa hai mujh men

tujh ko chahat hai vafa ki to mujhe ghaur se paḌh

vo kitabon men kahan hai jo likha hai mujh men

muskurata hua maqtal se guzar aaya huun

zindagi teri koi ḳhaas ada hai mujh men

ye alag baat ki alfaz hain mere lekin

sach to bas ye hai ki teri hi sada hai mujh men

mere sheron se bikhar sakte hain us ke gesu

tera andaz bhi ai bad-e-saba hai mujh men

laakh ḳhamosh sahi saari faza.en ‘mansur’

bolne vaala magar bol raha hai mujh men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rawayye Mar Dete Hain Ye Lahje Mar Dete Hain

poet

Dasht Se Patthar uTha Kar Shahr Mein Lae Ho Kyon

abu-mohammad-sahar

Zindagi Khak-Basar Shola-Ba-Jaan Aaj Bhi Hai

Sath Apne Log Kuchh Aise Chale

Sheikh Saadi

Man Badin Khubi-O-Zebai Na-didam Rue Ra

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet