• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Apne Suraj Ke Sath Zinda Rahunga to Ye KHabar Milegi

Main Apne Suraj Ke Sath Zinda Rahunga to Ye KHabar Milegi

main apne suraj ke saath zinda rahunga to ye ḳhabar milegi

gulab kis shaḳh par khilega charagh ki lau kahan rukegi

main zina-e-ḳhvab se utar kar sahar talak aa to ja.un lekin

ye shaam mujh par ayaan na hogi ye shab mujhe rasta na degi

jo rang mujh men sanvar rahe the vo shaam hote hi kho ga.e hain

jo sham.a mere vajud men jal rahi hai kis sub.h tak jalegi

sahar hui to miri thakan se niDhal ankhon ke thamne ko

ye nuur kis samt men Dhalega ye chhanv kis or se baḌhegi

main ik nizam-e-kohan ke narghe men saans le kar bhi sochta huun

ki sub.h kaise tulua hogi ki shaam kis rang men Dhalegi

main apne ham-rah ek duniya ko le ke jab chal paḌunga ‘sajid’

zamin paani ke narm dhare pe kya yunhi ghumti rahegi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajay-sahaab

Wahi Hain Qatl-O-Ghaarat Aur Wahi Kohram Hai Saqi

poet

Kya Hua Rangini-E-Subh-O-Masa Baqi Nahin

poet

Jaan-E-Ayyam-E-dilbari Hai Yaad

Ek Haweli Hun Us Ka Dar Bhi Hun

poet

Ban Ban Ke Bigad Jaegi Tadbir Kahan Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet