• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Apne Azab Likh Rahi Thi

Main Apne Azab Likh Rahi Thi

main apne azaab likh rahi thi

zaḳhmon ka hisab likh rahi thi

phulon ki zaban ki sha.era thi

kanTon se gulab likh rahi thi

us peḌ ke khokhle tane par

ik umr ke ḳhvab likh rahi thi

ankhon se saval paḌh rahi thi

palkon se javab likh rahi thi

har buund shikasta bam-o-dar par

barish ka itaab likh rahi thi

ik nasl ke ḳhvab ke lahu se

ik nasl ke ḳhvab likh rahi thi

phulon men Dhali hui ye laḌki

patthar pe kitab likh rahi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankh Chura Kar Nikal Gae Hushyari Ki

Shab-E-Siyah Hai Naddi Ke Pas baiThe Hain

poet

Gar Unhen Hai Apni Surat Par Ghamand

Aks TuTa Hai Barha Mera

Achchha Qisas Lena Phir Aah-E-Atishin Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet