• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Aab-E-Ishq Mein Hal Ho Gai Hun

Main Aab-E-Ishq Mein Hal Ho Gai Hun

humaira-rahat

main ab-e-ishq men hal ho gai huun

adhuri thi mukammal ho gai huun

palat kar phir nahin aata kabhi jo

main vo guzra hua kal ho gai huun

bahut takhir se paaya hai khud ko

main apne sabr ka phal ho gai huun

mili hai ishq ki saughat jab se

udasi tera anchal ho gai huun

sulajhne se ulajhti ja rahi huun

main apni zulf ka bal ho gai huun

barasti hai jo be-mausam hi aksar

usi barish men jal thal ho gai huun

miri khvahish hai suraj chhu ke dekhun

mujhe lagta hai pagal ho gai huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raaz Ulfat Ke Ayan Raat Ko Sare Hote

ajmal-siraj

Tere Siwa Kisi Ki Tamanna Karunga Main

meer-hasan

Ghair Ko Tum Na Aankh Bhar dekho

akhtar-shirani

dil-E-Mahjur Ko Taskin Ka Saman Na Mila

Hum Apne Dil Ki dhaDkan Mein Ek Tamanna Lae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet