• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahw Kar Di Zehn Se Gham Ne Teri Taswir Bhi

Mahw Kar Di Zehn Se Gham Ne Teri Taswir Bhi

mahv kar di zehn se gham ne tiri tasvir bhi

donon dushman hain miri taqdir bhi tadbir bhi

muskurati hai miri ankhon men aansu dekh kar

kis qadar be-dard hai zalim tiri tasvir bhi

kis qadar nazuk hai ehsasat ka aalam ki ishq

ek hi nashsha hai lekin zahr bhi iksir bhi

in ke divanon ki saj-dhaj ko hiqarat se na dekh

ishq ka zevar hain nadan tauq bhi zanjir bhi

ai ‘dil’ us ki yaad hai goya usi ka aa.ina

muzda-e-jan-baḳhsh bhi chalti hui shamshir bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Ze-Wasl-e-dilbar-e-Khud Gham Na-daram

poet

Aaj Phir Band-O-Salasil Ka KHayal Aaya Hai

asrarul-haq-majaz

Ayaadat

razia-halim-jang

Bayaban Ho Ki Sahra Ho Mujhe Tera Sahaara Ho

rafia-shabnam-abidi

Zat Ke Karb Ko Lafzon Mein dabae Rakkha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet