• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mahfil Mein Shor-E-Qulqul-E-Mina-E-Mul Hua

Mahfil Mein Shor-E-Qulqul-E-Mina-E-Mul Hua

sheikh-ibrahim-zauq

mahfil men shor-e-qulqul-e-mina-e-mul hua

la saqiya pyala ki tauba ka qul hua

jin ki nazar chadha tira rukhsar-e-atishin

un ka charagh-e-gor na ta-hashr gul hua

banda-navaziyan to ye dekho ki aadmi

juzv-e-zaif mahram-e-asrar-e-kul hua

dariya-e-gham se mere guzarne ke vaste

tegh-e-khamida yaar ki lohe ka pul hua

parvana bhi tha garm-e-tapish par khula na raaz

bulbul ki tang-hauslagi thi ki ghul hua

aai tahi-daron ki na hargiz samajh men baat

avaza go buland misal-e-duhul hua

us bin raha chaman men bhi main ‘zauq’ dil-kharash

nakhun se tez-tar mujhe har barg-e-gul hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ujle Maile Pesh Hue

Sitamgaron Se Darun Chup Rahun Nibah Karun

momin-khan-momin

Lage Khadang Jab Us Nala-E-Sahar Ka Sa

Aaine Se Baat Karna Itna Aasan Bhi Nahin

abu-mohammad-sahar

Zamir-e-Nau-e-Insani Ke din Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet