• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lutf to Jab Hai Ki Tujh Sa Tera Diwana Bane

Lutf to Jab Hai Ki Tujh Sa Tera Diwana Bane

poet

lutf to jab hai ki tujh sa tira divana bane

rind ki shaan ye hai nazish-e-mai-ḳhana bane

ghair mahfil men nahin koi tumhin tum ho yahan

haif apne hi se tum aaj to begana bane

qais ko ishq ki takrim thi shayad kam-kam

ham tunak-zarf nahin ishq jo afsana bane

ḳhuub badnam kiya ham ko bana kar parda

aap hi sham.a bane aap hi parvana bane

ishq phir ishq hai zahid tujhe malum nahin

ham jahan sar ko jhuka den dar-e-janana bane

dil jo afsurda o mahzun hai to jiina be-kar

ziist vo hai jo chhalakta hua paimana bane

shan-e-divangi-e-ishq mili tujh men ‘bashir’

dars le tujh se mohabbat men jo divana bane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Shai Ye Nagar Khone Chala Hai

poet

Id Ho Jae Abhi Talib-E-Didaron Ko

momin-khan-momin

Main Agar Aap Se Jaun To Qarar Aa Jae

poet

Jhuki Nigah Mein Hai dhab Pursish-E-Nihani Ka

najma-shaheen-khosa

Na Gul Mein Na Ab Gulsitan Hi Mein dhundo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet