• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Le Jaun Kahin Un Ko Badan Par Hi Rakkhun

Le Jaun Kahin Un Ko Badan Par Hi Rakkhun

le ja.un kahin un ko badan paar hi rakkhun

main apni ḳhalaon ko pur-asrar hi rakkhun

ankhon se girun aur uThun dasht-e-falak tak

paani huun to sat.hen miri hamvar hi rakkhun

duniya ko bhi le aa.uun kabhi nok-e-zaban tak

gha.eb hai jo us ko sar-e-iz.har hi rakkhun

lamhon ki daraḌon men uga.un koi jazba

hai vaqt khanDar to use mismar hi rakkhun

ijad karun saat samavat ka chehra

chehre pe tire lams ko bedar hi rakkhun

anfas ke nuqte men simaT aa.uun ‘riyaz’ ab

yuun apne bikharne ke kuchh asar hi rakkhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Chehre Se Na Aankhon Se Ayan Ishq

Main Kis Se Karta Yahan Guftugu Koi Bhi Na Tha

Hum Hain Aur Na-Murad Qismat Hai

Sufi

Tera Khayal Jaan Ke Barabar Laga Mujhe

Gar Chahte Ho Farsh Se Aflak Pe Rakkho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet