• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Le Chuko Dil Jo Nigah Ko to Ye Dushwar Nahin

Le Chuko Dil Jo Nigah Ko to Ye Dushwar Nahin

poet

le chuko dil jo nigah ko to ye dushvar nahin

lek tum dekhte phirte ho ḳharidar nahin

go ki musharif-ba-halakat huun main is baar pe shoḳh

to ayadat ko gar aave to kuchh azar nahin

tang to ham ko tu ai jaib kare hai lekin

uTh gaya haath gar apna to phir ik taar nahin

go subuk mujh ko zamane ne kiya hai lekin

ye bhi hai shukr kisi dil ka to main baar nahin

majlis-e-mai se mushabah hai ḳharabat-e-jahan

jaan kar yaan jo na ho mast so hoshyar nahin

har bad o nek jahan apni jagah hai matlub

kaun sa uzv badan men hai ki darkar nahin

mai ki tauba ko to muddat hui ‘qa.em’ lekin

be-talab ab bhi jo mil jaa.e to inkar nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shama Nazan Hai Faqat Sar Se bhaDak Jaane Mein Aag

Manzilen Kya Bataen Main Kya Hun

Zard Patta Jo Dal Se Nikla

ada-jafarey

Gulon Si Guftugu Karen Qayamaton Ke darmiyan

Adawaton Mein Jo KHalq-E-KHuda Lagi Hui Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet