• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Le Chuke Dil to Jang Kya Hai Ab

Le Chuke Dil to Jang Kya Hai Ab

poet

le chuke dil to jang kya hai ab

aa milo phir darang kya hai ab

pi ga.e ḳhum ke ḳhum na ki masti

yaan sharab-e-farang kya hai ab

us nigah ka hai dil jarahat-kash

zaḳhm-e-tegh-o-ḳhadang kya hai ab

huun main dariya-e-ishq ka ghavvas

ḳhauf-e-kam-nahang kya hai ab

diid o va-did to hue baham

sharm ai shoḳh o sang kya hai ab

dil se vahshi ke ta.iin shikar kya

said-e-sher-o-palang kya hai ab

thi jo rusva.i ho chuki ‘bedar’

pas-e-namus-o-nang kya hai ab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dam-E-Subh Pi Li Sar-E-Sham Pi Li

Main Chala Jaunga Rah Jaega Afsana Mera

Ek Barg-E-Sabz shaKH Se Kar Ke Juda Bhi Dekh

poet

Ulfat-E-Shirin Ko Bhaari Sil Samajh

taashshuq-lakhnavi

dil Jal Ke Rah Gae Zaqan-E-Rashk-E-Mah Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet