• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lamha Lamha Mera Har Ek Se Siwa Jagta Hai

Lamha Lamha Mera Har Ek Se Siwa Jagta Hai

lamha lamha mira har ik se siva jagta hai

main alag jagta huun dard juda jagta hai

baḳht bhi sote hain aur ghar ke makin bhi lekin

sarhad-e-shab pe kahin ek diya jagta hai

ḳhvab ho jaane se pahle koi harf-e-ḳhush-kam

isi ummid pe ye zehn-e-rasa jagta hai

ham pe hi ḳhaas hain kuchh us ki inayat so ab

fitna is shahr men har roz naya jagta hai

ai mire dard bata had se guzarna kab hai

tu jo yuun jagta rahta hai to kya jagta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ruKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata

majrooh-sultanpuri

Aa Nikal Ke Maidan Mein do-Rukhi Ke Khane Se

ahmad-husain-mail

Nikli Jo Ruh Ho Gae Ajza-E-Tan Kharab

poet

Sawal Kya Karun Tujhse Gunahgar Hun Main

khwaja-meer-dard

Un Ne Kiya Tha Yaad Mujhe Bhul Kar Kahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet