• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lafz Chunte Hue Tartib Nai Lagti Hai

Lafz Chunte Hue Tartib Nai Lagti Hai

lafz chunte hue tartib na.i lagti hai

dil dukhane ki ye tarkib na.i lagti hai

meri tahsin se kiya aap ne danista gurez

kyuun qaside men ye tashbib na.i lagti hai

ab haqiqat ki tarah is ko bhi taslim karen

zindagi ki koi tadib na.i lagti hai

kuchh na.e ḳhvab na.i ḳhvahishen daman men liye

har na.e saal ki targhib na.i lagti hai

un ki baton pe siyasat ka asar hai goya

un ki har baat men takzib na.i lagti hai

vaqt ke saath badal Daale hain adab-e-vafa

aap ke ishq ki tahzib na.i lagti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Sathi Se

ahmad-nadeem-qasmi

Pabandi

bahadur-shah-zafar

Jab Kabhi dariya Mein Hote Saya-Afgan Aap Hain

poet

Wasl Ki Shab Bhi Ada-E-Rasm-E-Hirman Mein Raha

muneer-niyazi

Abhi Mujhe Ek dasht-E-Sada Ki Virani Se Guzarna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet