• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyunkar Ye Tuf-E-Ashk Se Mizhgan Mein Lagi Aag

Kyunkar Ye Tuf-E-Ashk Se Mizhgan Mein Lagi Aag

poet

kyunkar ye tuf-e-ashk se mizhgan men lagi aag

shabnam se kahin bhi hai niyastan men lagi aag

na us se dhuan nikle hai na shoala uthe hai

ye turfa hamare dil-e-nalan men lagi aag

atish jo hamare tan-e-pur-dagh ki bhadki

daman se bujhai to gareban men lagi aag

ghar tu ne raqibon ka na ai aah jalaya

phir kya jo mire kulba-e-ihzan men lagi aag

shakhen shajar-e-bid se aahu ne ragad kar

vo shoala nikala ki bayaban men lagi aag

tasir tiri dekh li ai ah-e-sharar-bar

ik din na kabhi gumbad-e-gardan men lagi aag

allah-re garmi-e-mai angur ki ‘ghafil’

ik jaam ko piite hi dil-o-jan men lagi aag

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaenge Nazar Subh Ke Aasar Mein Hum Log

Ye Umar-E-Hijr Agar Sarf-E-Intizar Na Ho

poet

Yar Ka Pata Logo Ja-Ba-Ja Nahin Milta

bashir-badr

Kabhi To Sham dhale Apne Ghar Gae Hote

Mazhab-E-Ishq Mein Shajara Nahin Dekha Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet