• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyun Na Hum Soch Ke Sanche Mein Hi Dhal Kar Dekhen

Kyun Na Hum Soch Ke Sanche Mein Hi Dhal Kar Dekhen

kyuun na ham soch ke sanche men hi Dhal kar dekhen

vo jo qaa.em hai to phir ḳhud ko badal kar dekhen

go masafat hai kaThin aur na rasta koi

lekin is haal men achchha hai ki chal kar dekhen

ham mohabbat ko mukammal nahin zahir karte

vo hina-barg ko chuTki men masal kar dekhen

zindagi maut men maḳhfi hai yaqinan apni

misl-e-parvana chalo ham bhi to jal kar dekhen

ek koshish jo hai us ki use anjam to den

is ki ḳhvahish pe zara der ko Tal kar dekhen

‘sad’ logon se tavaqqo ho to kis baat pe ho

muung chhati pe mire roz vo dal kar dekhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

agha-shayar-qazalbash

Lakh Lakh Ehsan Jis Ne dard Paida Kar diya

Ba-Qadr-E-Shauq Iqrar-E-Wafa Kya

poet

Main Bhi Be-Ant Hun Aur Tu Bhi Hai Gahra Sahra

Sarhad-E-Jism Se Bahar Kahin Ghar Likkha Tha

Dil-E-Diwana Arz-E-Haal Par Mail to Kya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet