• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyun Khud-Bakhud Phiri Nigah-E-Yar Kya Sabab

Kyun Khud-Bakhud Phiri Nigah-E-Yar Kya Sabab

poet

kyuun khud-bakhud phiri nigah-e-yar kya sabab

kyuun sar-nigun hai abru-e-kham-dar kya sabab

qismat palat gai ki nasiba ulat gaya

kyuun khud-bakhud phiri nigah-e-yar kiya sabab

kya aa gaya qarib zamana visal ka

kyuun be-qarar hai ye dil-e-zar kya sabab

taqat kahan se aa gai is na-tavan men aaj

dam todta jo hai dil-e-bimar kya sabab

kis se ladi nigah ye kis par itaab hai

hote hain band rauzan-e-divar kya sabab

furqat ki raat roz-e-qayamat kahin na ho

hoti nahin jo subh-e-shab-e-tar kya sabab

‘anjum’ gae the un ko sunane ki vaste

phir hal-e-dil kiya jo na izhar kya sabab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mein Bala-E-Ishq Ka Aazar Bhi to Ho

abbas-tabish

Pagal

Ishq Kya Hai Bebasi Hai Bebasi Ki Baat Kar

Amanat Mohtasib Ke Ghar Sharab-E-Arghawan Rakh Di

ahmad-shahryar

Ghubar-e-Waqt Ke Gar Aar-Par dekhiyega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet