• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Zaruri Hai Ab Ye Batana Mera

Kya Zaruri Hai Ab Ye Batana Mera

kya zaruri hai ab ye batana mira

TuTti shaḳh par tha Thikana mira

gham nahin ab mili hain jo tanha.iyan

anjuman anjuman tha fasana mira

jo bhi aaya hadaf par vo kab bach saka

cukta hi nahin tha nishana mira

ik zamana kabhi tha mira ham-nava

tum ne dekha kahan vo zamana mira

arz-e-bhopal se tha ta.alluq kabhi

ab to sab kuchh hai ye laḌkana mira

na-tavani pe meri jo hain ḳhanda-zan

in ko album purana dikhana mira

mere jaane se behtar hai ‘mohsin’ kabhi

bazm-e-sher-o-suḳhan men na jaana mira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sach Hai Gham-E-Firaq Mein Hum Ro Nahin Sake

Kis Tarah Khilte Hain Naghmon Ke Chaman Samjha Tha Main

poet

Jaur-E-Aflak Bas-Ki Jhele Hain

Na Sail-E-Rang Na Sayyara Mahtab Mera

poet

Aur Mahak Thi Jo Us Bagh Ki Ghas Mein Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet