• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Rafu Ho Zindagi Sozan Juda Dhage Alag

Kya Rafu Ho Zindagi Sozan Juda Dhage Alag

kya rafu ho zindagi sozan juda dhage alag

ḳhvahish-e-dil alam-e-imkan se laage alag

soch ye bhi tu kabhi ai juzv-e-takmil-e-vajud

jism ho kya mo’atabar saaya jahan laage alag

kar-e-la-hasil nahin thi vaqt ki baḳhiya-gari

par zamana kar raha hai zaḳhm se dhage alag

manzil-e-hasti talak to saath ke imkan the

yuun bhi ho jaana tha ja kar ik zara aage alag

shauq-e-zeba.ish men ham ko fikr le aa.i jahan

ḳhaak ka putla jamal-e-ḳhak se laage alag

kya yahi hai aankh ki vaadi men basne ka samar

do parinde umr bhar taḌpe alag jaage alag

ḳhaliq-e-husn-e-taḳhayyul huun Thikana hai mira

alam-e-sat.h-e-nazara se zara aage alag

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jahan Mein Hai Har Ek Ik Na Ek Ada Ke Liye

Kis Qadar Dushwar Tha Ye Masala Hal Kar Diya

Is Waqt Apne Tewar Pure Shabab Par Hain

zahida-zaidi

Siwa Hai Had Se Ab Ehsas Ki Girani Bhi

akhtar-hoshiyarpuri

dard Ki daulat-e-Nayab Ko Ruswa Na Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet