• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Ho Gaya Kaisi Rut palTi Mera Chain Gaya Meri Nind Gai

Kya Ho Gaya Kaisi Rut palTi Mera Chain Gaya Meri Nind Gai

kya ho gaya kaisi rut palTi mira chain gaya miri niind ga.i

khulti hi nahin ab dil ki kali mira chain gaya miri niind ga.i

main laakh rahun yunhi ḳhak-basar shadab rahen tire sham-o-sahar

nahin us ka mujhe shikva bhi koi mira chain gaya miri niind ga.i

main kab se huun aas laga.e hue ik sham-e-umid jala.e hue

koi lamha sakun ka mile to sahi mira chain gaya miri niind ga.i

‘javed’ kabhi main shadan tha mire saath tarab ka tufan tha

phir zindagi mujh se ruuTh ga.i mira chain gaya miri niind ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-shahryar

Aaina Ban Ke Apna Tamasha dikhaen Hum

poet

Tere Bais Masala Hal Ho Gaya

salma-shaheen-1

Shikar Ho Gaya Wo Khud Hi Is Zamane Ka

Donon Aalam Se Wo Begana Nazar Aata Hai

Tujhko Pane Ke Liye KHud Se Guzar Tak Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet