• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Faisla To Ho Ki Kidhar Jaana Chahiye

Kuchh Faisla To Ho Ki Kidhar Jaana Chahiye

parveen-shakir

kuchh faisla to ho ki kidhar jaana chahiye

paani ko ab to sar se guzar jaana chahiye

nashtar-ba-dast shahr se charagari ki lau

ai zakhm-e-be-kasi tujhe bhar jaana chahiye

har baar ediyon pe gira hai mira lahu

maqtal men ab ba-tarz-e-digar jaana chahiye

kya chal sakenge jin ka faqat masala ye hai

jaane se pahle rakht-e-safar jaana chahiye

saara jvar-bhata mire dil men hai magar

ilzam ye bhi chand ke sar jaana chahiye

jab bhi gae azab-e-dar-o-bam tha vahi

akhir ko kitni der se ghar jaana chahiye

tohmat laga ke maan pe jo dushman se daad le

aise sukhan-farosh ko mar jaana chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Bhi Humne Ro-Ro kaTi Din Bhi so Ke KHarab Kiya

adeem-hashmi

Mufahamat Na Sikha Jabr-e-Narawa Se Mujhe

Gham Na Do Itna Ki Meri Jaan Nikal Jae Kahin

nazeer-akbarabadi

Aaj To Hamdam Azm Hai Ye Kuchh Hum Bhi Rasmi Kaam Karen

Aarzu-E-Visal-E-Yar Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet