• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Dinon Is Shahr Mein Hum Log Aawara Phiren

Kuchh Dinon Is Shahr Mein Hum Log Aawara Phiren

kuchh dinon is shahr men ham log avara phiren

aur phir is shahr ke logon ka afsana likhen

shaam ho to doston ke saath mai-ḳhane chalen

sub.h tak phir raat ke taqon men be-masraf jalen

muddaten guzrin ham us ki raah se guzre nahin

aaj us ki raah jaane ke bahane DhunD len

shahr ke dukh ka mudava DhunD lo charagaro

is se pahle log divaren siyah karne lagen

ek jaise manzaron se aankh be-raunaq hui

aao ab kuchh der divaron se bahar jhank len

pahle ghar se be-ḳhayali men nikal paḌte the log

ab taqaza-e-junun ye hai ki vo achchhe lagen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hai Safar Mein Karwan-E-Bahr-O-Bar Kis Ke Liye

Jo Ahd-E-Nau Mein KHamir-E-Bashar Banaya Jae

azra-abbas

Sab din Ek Jaise Nahin Hote

Abas Wajud Ka Dukh Tangi-E-Hayat Ka Dukh

adil-mansuri

Hua Khatm dariya To Sahra Laga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet