• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Tara Kahin Mahtab Se Milta-Julta

Koi Tara Kahin Mahtab Se Milta-Julta

koi taara kahin mahtab se milta-julta

yahi manzar hai mire ḳhvab se milta-julta

ghar muzayyan hai to phir sahn bhi ḳhali kyuun ho

kyuun nahin apne men ahbab se milta-julta

rau main bahta huun to hoti hai ragon men halchal

jaane kya mujh men hai sailab se milta-julta

qatra-e-surḳh men jab ḳhuun ki tasir nahin

kya hai phir jism men tezab se milta-julta

asman mujh se chhupata hai koi sachcha.i

ya koi vahm hai is ḳhvab se milta-julta

kis haqiqat ko chhupati hain nigahen ‘rahat’

ret hai ya ki sarab aab se milta-julta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noon-meem-rashid

Talab Ke Tale

rahat-indori

Purane danw Par Har din Nae Aansu Lagata Hai

Ye Faza-E-Nil-Gun Ye Baal-O-Par Kafi Nahin

poet

Nit Ji Hi Ji Mein Ishq Ke Sadme Uthaiyo

Ajib Saneha Guzra Hai in Gharon Pe Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet