• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Ajdad Ke KHazane The

Koi Ajdad Ke KHazane The

koi ajdad ke ḳhazane the

dard kuchh is qadar purane the

na nigahen churao khanDar se

ye to abad ashiyane the

sirf iz.har hi nahin kaafi

aap ko naaz bhi uThane the

vaj.h inkar ki mire to bas

yuun samajh lijiye bahane the

be-sahara hain aur be-ghar bhi

rishte-naton men jo siyane the

ba.ad muddat ke ḳhuub soi main

mera sar aur un ke shane the

un nigahon ke vaar sah na sake

tegh ke vaar jo dikhane the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Achchhe Hain Unki Kahani Bhi Achchhi

poet

Nindon Ko Jab KHwab Mein Juta Jata Tha

aazim-kohli

Bahut Aziz Tha Aalam Wo dil-Figari Ka

Chaha Yahi Tha Mir Ka Aazar Khinchti

Zulmat Hi Pahle Thi Jo Hawale Mein Rah Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet