• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Wahshat Mein Phir Aabaad Hona Chahta Hun

Kisi Wahshat Mein Phir Aabaad Hona Chahta Hun

poet

kisi vahshat men phir abad hona chahta huun

main us ki qaid se azad hona chahta huun

purani shakl surat gar malamat ban ga.i hai

na.i miTTi se phir ijad hona chahta huun

kisi ke hijr men hairat-kade abad dekhun

kisi ke vasl men barbad hona chahta huun

use bhi apni banhon men taḌapta dekhna hai

main us ka said tha sayyad hona chahta huun

usi ḳhushbu se phir ham-ḳhvab hone ki havas hai

usi ḳhush-vasl se dil-shad hona chahta huun

ab apni zaat ke zindan men bhi dam ghuT raha hai

koi dam ḳhud se bhi azad hona chahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHud-Satai Se Na Hum Baz Ana Se Aae

Yahan Kisi Ne Charagh-E-Wafa Jalaya Tha

rahat-indori

Main Lakh Kah dun Ki Aakash Hun Zamin Hun Main

ahmad-adil

Masruf Rahguzar Pe Chala Ja Raha Tha Main

ahmad-javed

Kitne Mein Banti Hai Mohr Aisi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet