• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ki Ye Siyasat Hai Kis Ki Hain Ye Tadbiren

Kis Ki Ye Siyasat Hai Kis Ki Hain Ye Tadbiren

kis ki ye siyasat hai kis ki hain ye tadbiren

rahzanon ne paa.i hain rahbaron ki taqdiren

mere ḳhvab-e-vahshat ki jaane kya hon ta.abiren

daar hai na zindan hai tauq hai na zanjiren

aap ki amanat hain aap hi miTa diije

ye nuqush ulfat ke ye vafa ki tahriren

kah raha hai sadiyon se taaj ka hasin chehra

fan agar mukammal ho bolti hain tasviren

log jaane kyuun us ko kah rahe hain divana

vo to apne ḳhvabon ki DhunDhta hai ta.abiren

luuT len na farzane azmat-e-junun ‘sumbul’

thak ga.e hain divane so ga.i hain zanjiren

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Ai Bagh-E-Haya dil Ki Girah Khol Sukhan Bol

poet

Ghair Ke Ghar Ban Ke Dali Jaegi

abdul-ahad-saaz

Chakma

Lijiye Humse Ba-Kamal Log Bhi Aam Ho Gae

Bheja Hua Hai Aur Na Bulaya Hua Hai Dard

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet