• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ki Us Tak Rasai Hoti Hai

Kis Ki Us Tak Rasai Hoti Hai

poet

kis ki us tak rasai hoti hai

haan magar jis ki aai hoti hai

yaar ham se siyah-bakhton ki

zulf tak kab rasai hoti hai

khuub mil kar gale se ro lena

is se dil ki safai hoti hai

dubti hai hamari kashti-e-dil

aap se ashnai hoti hai

shor hai al-firaq ka har dam

ham se un se judai hoti hai

lashkar-e-gham ki kishvar-e-dil par

raat din ab chadhai hoti hai

un ki mahfil men jaate darta huun

vaan lagai-bujhai hoti hai

us ke dar par ‘haqir’ tum bhi chalo

vahin mushkil-kushai hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kis Sitamgar Ka Gunahgar Hun Allah Allah

Munh Tera Kyun Aaj Zor-E-Na-Tawani Phir Gaya

munawwar-rana

Baadshahon Ko Sikhaya Hai Qalandar Hona

Surat-E-Mauj Samundar Mein Kahan Se Aaya

poet

Inki Thokar Mein Shararat Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet