• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Ki Rakhti Hain Ye Majal Ankhiyan

Kis Ki Rakhti Hain Ye Majal Ankhiyan

abroo-shah-mubarak

kis ki rakhti hain ye majal ankhiyan

ki dekhen mukh tira sambhal ankhiyan

surma siiti bana siyah baran

aaj dil kuun hui hain kaal ankhiyan

raqs anjhuvan ka be-usul nahin

kaf-e-mizhgan suun de hain taal ankhiyan

jab uthati hain girya siin tufan

kaf-e-dariya karen rumal ankhiyan

said karne kuun dil ke mizhgan suun

rupte hain bana ke jaal ankhiyan

dil kuun ik til nahin mire aram

lagi hain jab suun tere naal ankhiyan

dil ki khunin agar nahin to kyuun

is qadar hain tumhari laal ankhiyan

tir-e-mizhgan kaman-e-abru siin

marti hain jigar men bhaal ankhiyan

‘abru’ jab kabhi nigah karen

tab le jaan tan siin ji nikal ankhiyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Duniya Ko Jab Nazdiki Se Dekha Hai

Teri Be-ruKHi Meri Maut Thi Hua Iltifat Kabhi Kabhi

poet

Hum Tujhse Koi Baat Bhi Karne Ke Nahin The

obaidullah-aleem

Shikast-E-Jaan Se Siwa Bhi Hai Kar-E-Fan Kya Kya

Apni Nakaam Mohabbat Pe Hansi Aati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet