• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ki Is Se Pahle KHizan Ka Shikar Ho Jaun

Ki Is Se Pahle KHizan Ka Shikar Ho Jaun

ki is se pahle ḳhizan ka shikar ho ja.un

saja luun ḳhud ko mukammal bahar ho ja.un

utarne ko pahaḌon se dhuup ghaTi men

main koi chiiḌ koi devdar ho ja.un

nahin huun tujh se main vabasta ai jahan lekin

ye sochta huun ki ab hoshiyar ho ja.un

na bhaa.e log yahan ke na shahr hi ye mujhe

magar main ḳhud se hi kaise farar ho ja.un

bhale hon taish men lahren magar kise parvah

main kuud ja.un to dariya ke paar ho ja.un

koi javab to suraj ke zulm ka bhi ho

main barishon ki jo ThanDi phuvar ho ja.un

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi KHushbu Na Phul Hun Main To

Aaiye Ro Len Kahin Rone Se Chain Aa Jaega

Chup Hun Sab Jaanta Magar Hun Main

Masih-E-Waqt Sahi Hum Ko Us Se Kya Lena

Mail-Zabt Bhi Aamada-E-Fariyaad Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet