• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khwah Sach Jaan Meri Baat Ko Tu Khwah Ki Jhut

Khwah Sach Jaan Meri Baat Ko Tu Khwah Ki Jhut

meer-hasan

khvah sach jaan miri baat ko tu khvah ki jhuut

sach kahun sach ko agar tere to vallah ki jhuut

sach agar bole tu ham se to bhala kya ho khushi

ji men ji aata hai sun kar tira har gaah ki jhuut

raast gar puchhe to hai raast ki tujh men nahin mehr

apni hat-dharmi se kahta hai tu ai maah ki jhuut

jhut-mut un se main kuchh maslahatan bolunga

sach hai tu bol na uthiyo dil-e-agah ki jhuut

main jo puchha ki tujhe ghairon se hai raah to vo

pher kar munh ko laga kahne be-ikarah ki jhuut

koi itna bhi bura karta hai meri hi tarah

kyuun bhala sach hai na ye ai but-e-dil-khvah ki jhuut

dil to vaqif hai bahut vaan se tuk ik sach kahna

lavbali hai mire yaar ki dargah ki jhuut

mujh se jab milta hai tab chhed ke puchhe hai yahi

ye ‘hasan’ sach hi to rakhta hai miri chaah ki jhuut

kya javab us ka mire paas ba-juz khamoshi

ya magar ye ki yahi har gah kahun aah ki jhuut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

dil Pareshan Ho Magar Aankh Mein Hairani Na Ho

Wo Mujhko Kya Batana Chahta Hai

aadil-raza-mansoori

Main

Ufuq Se Aag Utar Aai Hai Mere Ghar Bhi

Na Puchh Meri Kahani Kahan Se Nikli Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet