• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai

KHwabon Ki Dastaras Mein Na Aankhon Ki Had Mein Hai

ḳhvabon ki dastaras men na ankhon ki had men hai

imkan-e-vasl gard-e-masafat ki zad men hai

likkha hua tha hijr hamare nasib men

ye istinad teri tamanna ke rad men hai

dasht-e-gham-e-firaq men bhaTke hue hain ham

sad-shukr teri yaad hamari rasad men hai

ahl-e-junun hain razm-gah-e-haq men jan-ba-kaf

talqin-e-dast-bastagi bazm-e-ḳhirad men hai

main kya huun main to ḳhaak huun aur meri zindagi

ik amr-e-kun-fakan hai jo ḳhaki jasad men hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ko Bhi Dekho Tere Dar Ka Pata Puchhta Hai

Be-ruKHi Hi Be-ruKHi Hai Har Taraf

Ujle Moti Humne Mange the Kisi Se Thaal Bhar

Suraj Nikalne Sham Ke Dhalne Mein Aa Rahun

Chalte Chalte Sal Kitne Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet